Hai dil ye mera
Mujhe hardam ye poochhta:
kyun hai mujhe tujhse itni wafa:

kyun teri hasrat
Hai har khwahish se badhkar mujhe,
Kyun naam tera hi leti zubaan:

Saathi tera ban jaaun,
kyun hai ye junoon:
Har aansu tera pee jaaun,
Or de du sukoon:
Har din tujhko chaahun,
Teri raah takun:
Apni baahon me tujhko
Main salaamat rakhun:

Tere baare me, hai ab har zikra mera:
Hua hai kaisa asar ye tera:
Koi naseehat, na chaahun main koi salaah:
Jo rooh ne mere tujhe chun liya....